facebook_cover_Shaban_Shab-e-Barat

Facebook Cover for Shab e Bara'at
(Shab e Barat - Shaban ul Muazzam)

 Hadit:
Allah Shaban Ki Pandarwheen Shab Apni Makhlooq Par Tajalli Farmata He To Mushrik Aur Bughz o Keena Rakhnay Walay Ke Elawa Tamam Makhlooq Ki Maghfirat Farmadeta He..

Hadith:
Nisf Shaban Ki Raat Allah Mushrik aur Bughz o Keena Rakhnay Walay Ke Elawa Tamam Ahle Zameen Ki Maghfirat Farmadeta He.
 Hadith:
Rajab Allah Ka Mahina Aur Shaban Mera Mahina Aur Ramzan Meri Ummat Ka Mahina He...
 Shab e Barat Me Shab Bedari (Karkay Ibadat) Karna Mustahib He, (Puri Rat Jagnay Hi Ko Shab Bedari Nahi Kehtay) Aksar Hissay Me Jagna Bhi Shab Bedari He..
 Aatishbazi Jis Tarah Shadiyon aur Shab e Barat Me Raij He, Beshak Haram aur Pura Jurm He Ke Is Me Tazee Maal (Yani Maal Ka Zaya Karna) He...